Mustaqeem Hyderabad portal ek aisa manch hai jo aap tak rozana halat-e-hazra yani aaj ke taja tareen waqiyat aur khabron ko pahunchata hai. Hamara maqsad yeh hai ke hum aapko waqt ke saath har aham aur zaruri maloomat se ba-khabar rakhein, woh bhi tezi aur sahulat ke saath. Hum koshish karte hain ki khabron ko behtar tareeqe se pesh karein taaki aap har pehlu ko samajh sakein.